prince apkay buhat saray alfaz or itna acha andaz aisa lagta hi kay app bhee kissi problem ka hesa rah chukay hain kuoon kay kuch batain aisee hotee hain ju dil say kahee jatee hain, aap nay sahee kaha kay waqat insan ku kia kia tamashay dikahta hi, lakeen zaroori nahee hi insan uss waqat say sabak sikhay, kuch ghaltian itnee khubsurat hotee hain kay unhay bar bar duhrana acha lagta hi , bus kissi kee majboori ku samjh layna uss ghaltee ku duharana band kar dayta hi or yahee waja hotee hi kay buaht say log apnay past say bahir nahee askatay chahay waqat sadion main hee kuon na badal jay

thankss danisha 4 appreciation
ji duniamai koi aisa insan nahi hai jis ka past na ho past insan ki zindagi se hamesha ke liye jur jatahai insan jo marzee karlay lakin past se picha nahi chuuuuta sakta kabhi nahi haan past ko bholnay ki koshish zaror kar sakta hai lakin ise mai b insan ko nakami k sewa kuch nahi milta past ko jitna bholna chaho woh autna hi aap ke present or future life mai ata hai aap ka past
ghalty se sabak sikh ke dubara ghalty se bacha ja sakta hai lakin har koi itna mazbut nahi hota ke dubara kisi per bharosa na kare insan aik bar kisi se dhoka khata hai or dubara phir kisi or per atbar kar layta hai yeh insan ka nature hai