matlab aj kel piyar mai maza hai?
matlab flirt mai bhi maza hota hai? bari bat hai
nahi jo baqi cheezain bani hain maze key liye kia wo fazool hain?
shuker hai
app logon ko kiyon ulte kam per laga rahi ho
mujhe bhi batao mai bhi sahi khail raha hon ya bemani ker raha hon
a to gayi hai bat samjh per quote kerte kerte mera net card khatem ho giya hai
jab app pyaar ko mantay hii nahi ... tu app ko pyaar aur flirt ka kaisay pata ... app nay uss pe hairat ka izhaar hii kion kia ?? kheel tu sahi rahay hain pyaar ka yeh hii tu maza hai sab cheez daoo pe lag jatii hai
agar main larka hote tu zaror aati.
I agree with u. Flirt sirf waqti maza deta hai aur phir sirf dukh hi dukh.
haan, pyar na hota tu Zindagi itni khubsurat na hote. lakin kabhi kabhi pyar hum se hamare
sare khushiyan chein leta hai.
kyoun nahi. aaj kal jo flirt hota hai, pyar ka jo nataq karte hai, woh sirf enjoyment ke leye hi hota hai.
asli maza sache pyar main hai. aur sacha pyar kabhi kya nahi jata, ho jata hai.
pyar main maza bohat hai. lakin sub ko pyar main khushiyan nahi milte.
is leye hum sub se yeh nahi keh sakte k jab pyar hoga tu bohat maza aye ga.
nahi sana, pyar main sab ko khushiyan nahi milte tu isleye in ko maza nahi aata. lakin is ka matlab yeh
nahi k un ka pyar sacha nahi hai.
aap pyar ko mante nahi tu kya aap kise se pyar nahi karte?
hum apne parents se, apne bhai behno se, apni zindagi se, apne watan se aur sab se bhar kar
Allah aur Hazrat Muhammad (S.A.W) se pyar karte hai. yaqeenan aap bhi karte ho.
aap zaban se na sahi magar dil se pyar ko mante ho.
@ sana06 main theek khel rahe ho na.
mager aik baat hai ke flirt sirf uss ko dukh detii hai ... jis ke sath hota .. hai woh tu mazay ke liye hii ker raha hota hai mager flirt .. jo hai na .. woh .. waqatii toor ka maza hota hia ... haan main bhii yeh hii keh rahii heon ke .. khushian milnay main hii maza nahi hota hia .. jin ko pyaar hota hia un ko ... problems main bhii aik ajeeb sa .. maza aa raha hota hia jabhii tu duniya main pyaar say koi .. apnay app ko chupa nahi sakta hia ... haan ... pyaar sirf ... kissi ... larka ya larkii say kernay kaa naam nahi hai ...
haan sahi kaha ... ager pyaar apna ho jayee tu woh uss ka maza amar jo hojata hia ...
aray sis rules hotay he tornay k liye hain
meray bachay kahan se agae?
piyar kar k apna jeena haram karloon
acha sis to piyar karta hoon per maza
samjh se bahir
lakin flirt or piyar ko na milao flirt to hay he dhoka jab k piyar .... buhat farq hay
tum sab toipic ke agaisnt hii hotay ho ....
nahi main nay kab kaha ke jeena haraam keroo pyaar keroo aur mazau uthaoo ... aik dafa beta tumhain pyaar ho jaye tu poochoen gii ... flirt .... pyaar ke naam pe hii kia jata hia iss ko alag kaisay kerain gay ... aur .. sunoo ... pyaar kaa jo maza hia ... woh flirt say nahi aa sakta hai .. mager log uss ko pyaar ke naam pe hii flirty ker ke bhii maza letay hain












