ghumay hijran mien jul jul kay tarapti soul abb azadi ki mutlashi hai....aham aham...
aur naap mien pent coart(coat)ka nahi ..apnay kafan ka dainay ja raha houn....weepin
dukh iss baat ka nahi kay mien maar raha houn
dukh iss baat ka hai kay kanwara hi mar raha houn ..
kanwara bhi full kisam ka...
muzammil.
Na Guru je na ,
ase talks ap k mouth se bilkul beautiful nahi lagte ,
Khuda Ra ase talks maat speako , Jo samajh na aiye
Naap to ap ko pent coat ka he diyna pare ga
full kisam ka kawara to main ap ko hargiz rehne nahi donga ab
Ay Dunya Walo , koi Rishta ha , Ha Koi Rishta , BOLO !!
@ Congrats Janab












