Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Deewana dil deewana, deewana dil
deewana dil deewana, deewana dil.

Dil hai deewana, ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada haye
sajna se milne jana pada haye
dil hai deewana, ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada haye
sajna se milne jana pada...

Dil deewana ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada
cham chama cham chama chama cham
jhanjhariya ko chankana pada haye
sajna se milne jana pada
Dil deewana ek nahi mana
dil ko samjhana pada
cham chama cham chama chama cham
jhanjhariya ko chankana pada haye
sajna se milne jana pada...

Laaj mujhe roke hai preet mujhe kheeche
laaj mujhe roke hai preet mujhe kheeche
chali re chali re maito ankhiyon ko meeche
chali re chali re maito ankhiyon ko meeche...

Pyar kiya toh kiya sharmana
akhir ghunghta uthana pada haye
sajna se milne jana pada...

Rutha huwa rab mera maan ke na maane
rutha huwa rab mera maan ke na maane
nikli hoon maito mere piya ko manane
nikli hoon maito mere piya ko manane
mushkil hai mera laut ke jana
sajde mein sar ko jhukana pada haye
sajna se milne jana pada...

Dil deewana ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada
cham chama cham chama chama cham
jhanjhariya ko chankana pada haye
sajna se milne jana pada...

Deewana dil deewana, deewana dil
deewana dil deewana deewana dil..