Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





(Pyaar Ki Hairaaniya, Chain Mein Thi Bechainiya) - 2
Dil Toh Parinda Hai, Ishqo Se Jinda Hai
Sine Mein Mar Jaayega
(Kab (Socha Tha - 2), Pyaar Yuun Tadpaayega) - 3

(Aadhi Tamanna Sulagati Hai Kyun
Ek Dard Ban Ke Bilagati Hai Kyun) - 2
(Main Saans Bhi Lunga Agar) - 2, Toh Bhi Jiya Nahi Jaayega
(Kab (Socha Tha - 2), Pyaar Yuun Tadpaayega) - 3

(Sar Pe Mere Aasmaan Abb Nahi
Na Paanv Ke Niche Hai Yeh Jameen) - 2
(Tinaka Hoon Main Jhonka Koyi) - 2, Aake Uda Le Jaayega
(Kab (Socha Tha - 2), Pyaar Yuun Tadpaayega) - 3