Ministry of Information & Broadcasting

Lyrics





dil teri deewangi mein kho gaya hain
haa aaa... dil teri deewangi mein kho gaya hain
dil teri deewangi mein kho gaya hain - 2
kho gaya hain
ho gaya hain ishq tumse ho gaya hain - 2

(kal talak jo baat bhi karte na the
jo nigaahein char tak karte na the) - 2
aaj unko pyar hamse ho gaya hain - 2
ho dil teri deewangi mein kho gaya hain

(ishq ne aankhein karam ham pe kiye hain
yaar ki aaghosh se lipte hue hain) - 2
khwaab jo dekha tha poora ho gaya hain - 2
ho dil teri deewangi mein kho gaya hain

(tum miley toh yeh khudaai mil gayi
har khushi jo thi parayi mil gayi) - 2
mil gayi
meharbaan mujhpe mera rab ho gaya hain - 2
dil teri deewangi mein kho gaya hain
ho gaya hain ishq tumse ho gaya hain - 3